MI Notebook 14 Horizon Edition Launched in India (Full specification and Price)
Hello Friends ! Finally aaj Xiaomi ne aaj apna Laptop India me launch kar diya hai.Jiski price aur specification dono hi bahut achhe hai.
Xiaomi apne smartphone brand ko lekar India me bahut hi popular ho chuka hai.Xiaomi ne Indian smartphone market me apni ek alag pahchan banayi hai.Xiaomi claim karta hai ki Uska brand India ka no. 1 brand hai.Xiaomi bahut kam price me achhe specification wale smartphone ke liye jana jata hai.
Xiaomi ne India me apna Laptop launch kar diya hai .Agar aap bhi chahte hai ki apko bugdet price me ek achha sa laptop mile to aap ise buy kar sakte hai.Agar apko bahut jyada heavy kam nahi karna hai matlab aap isme Full HD tak editing kar sakte hai aur Game bhi khel sakte hai.
Xiaomi apne laptop ko Notebook kahta hai kyoki generally laptop jo hote hai wo kafi heavy hote hai.Lekin Xiaomi ka notebook Light weight hai aur iske bezels bahut hi patle hai.aur iske bezels ki wajah se Inbuilt webcam nahi diya gaya hai lekin box me aapko Usb cam mil jata hai.
Dosto agar aap is blog par pahli bar aaye hai to notification ko allow kijiye jisse hamare latest post ki notification aapko mil jaye .Agar apko meri post jara sa bhi achha lagta hai to ise aage share kare jisse hame motivation milti rahe iss tarah ke content par kam karne ke liye.
Price- 59,999 Rs
Highlights
- Mi Notebook 14 256GB aur 512GB storage option ke sath aata hai.
- Mi Notebook 14 Horizon Edition Intel Core i7 processor ke sath aata hai.
- Mi notebook 14 June 17 ko available hoga
- Xiaomi ne jis price par launch kiya hai wo 16 july tak hai uske bad iska price badha diya jayega.
Basic Information | Processor | Intel Core i7-10510U Processor 10th Generation | Storage | 512GB SSD | Ram | 8GB |
---|---|
Performance | Processor | Intel Core i7-10510U 10th Generation | Graphic processor | Nvidia GeForce Mx350 | Speed | 1.8-4.9 Ghz |
Memory Information | Ram Type | DDR4 | Ram Capacity | 8GB | Graphics Memory | 2GB | Graphics Memory Type | GDDR5 |
Storage | SSD Capacity | 512GB | SSD Type | SATA | SSD speed | 3000MB/s |
Display Details | Display Type | Antiglayer IPS Display | Display size | 14.0 inches Full HD | Display Resolutions | 1920*1080 pixels | Touchscreen | No | Screen to Body Ratio | 91% | Refresh Rate | 60Hz | Viewing Angle | 178 Degree |
Multimedia | Inbuilt Microphone | yes | Inbuilt Speakers | yes | Web cam | No(Usb cam Given in Box) | Audio solutions | Stereo speakers |
Peripherals | Keyboard | Standard keyboard | Pointing device | Touchpad with multi-touch gestures | Fingerprint scanner | No |
Networking | Wi-Fi | 802.11ac | Bluetooth | v5.0 |
General Information | Brand | Xiaomi | Model | Mi Notebook horizon Edition | Operating system | 64-bit,Windows 10 Home Edition |
Ports | Headphone jack | yes | usb 2.0 ports | 1 | usb 3.0 ports | 2 | usb Type-C ports | Yes | HDMI ports | Yes |
Battery | Battery Capacity | 46Wh | Battery Backup | 10 hours |
0 Comments